How To Use Jio 4G in Computer and Laptop
HelLo friends aaj hum in artical me bataye ki aap jio 4g sim ka use apne computer aur laptop me kaise kar sakte hai aur Jio 4G ka maza le sakte hai.
Jio 4G sim ka use aap as one computer me two tarike se kar sakte hai Aur hum apne mobile se bhi jayada fast internet apne computer par chala sakte hai to chaliye jante hai.
Jio 4G Sim Se Computer ya Laptop me Internet Kaise Chalye
- Mobile Hotspot:
Agar aap ke pass Computer ya Laptop hai to aap sabse pahle aap apne mobile me Hotspot And Tethering ka option hai us option par click kare aur mobile ka Hotspot off kar de aur Data on hona chahiye. Aur network connect hote hi aap Jio Sim ka use apne laptonya computer par kar sakte hai to aapko pahla tarika ache se samgh me aa gaya hoga.
- Modem Ya Dongle
Aur aap bhi Jio 4G ka use apne computer me kar sakte hai.
Yo friends aapko hamari jah jankari kaisi lagi comment ke through hume jarur bataye aur hamare artical ko share kare